सरस्वती चालीसा दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स
Saraswati Chalisa Durga Hindi Bhajan Lyrics
Download Saraswati Chalisa Durga Hindi Bhajan Lyrics :MP3 | MP4 | M4R iPhone | Download For Android Phone | Download For Apple Phone | Download For Audio File | Download For Video File
Saraswati Chalisa Durga Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download
Saraswati Chalisa Durga Hindi Bhajan Lyrics
जनक जननि पद्मरज
Janak Janani Padam Raj
Nij Mastak Par Dhaari
Bandau Maatu Saraswati
Buddhi Bal De Daataari
Purna Jagat Mein Vyapt Tav
Mahima Amit Anantu
Dushtajano Ke Paap Ko
Maatu Tuhi Ab Hantu
Jai Shri Sakal Buddhi Balarasi
Jai Sarvagya Amar Avinashi
Jai Jai Jai Vinakar Dhari
Karti Sada Suhans Sawari
Roop Chaturbhuja Dhari Mata
Sakal Vishva Andar Vikhyata
Jag Mein Paap Buddhi Jab Hoti
Tabhi Dharm Ki Phiki Jyoti
Tabhi Maatu Ka Nij Avatara
Paap Heen Karti Mahi Taara
Balmiki Ji The Hatyare
Tav Prasad Jane Sansara
Ramcharit Jo Rache Banaai
Aadi Kavi Padavi Ko Paai
Kalidas Jo Bhaye Vikhyata
Teri Kripa Drishti Se Mata
Tulsi Sur Aadi Vidvana
Bhaye Aur Jo Gyani Nana
Tinahi Na Aur Raheu Avalamba
Keval Kirpa Aapki Amba
Karahu Kripa Soi Matu Bhavani
Dukhit Din Nij Dasahi Jani
Putra Karai Aparadh Bahuta
Tehi Na Dharai Chitt Sundar Mata
Rakhu Laaj Janani Ab Meri
Vinay Karu Bhanti Bahu Teri
Mein Anath Teri Avalamba
Kripa Karau Jai Jai Jagadamba
Madhu Kaitabh Jo Ati Balwana
Bahuyuddh Vishnu Se Thana
Samar Hajar Panch Mein Ghora
Phir Bhi Mukh Unse Nahi Mora
Matu Sahay Kinhi Tehi Kaala
Buddhi Viparit Bhai Khalahala
Tehi To Mrityu Bhai Khal Keri
Purvahu Matu Manorath Meri
Chand Mund Jo They Vikhyata
Kshan Mahu Sanhare Un Tehi Mata
Raktabij Se Samarth Paapi
Surmuni Hriday Dhara Sab Kapi
Kaateu Sir Jim Kadali Khamba
Baar Baar Binavau Jagadamba
Jag Prasidhdh Jo Shumbh Nishumbha
Kshan Mein Badhe Taahi Tu Amba
Bharat Matu Budhi Phereu Jaai
Ramachandra Banvas Karai
Ehi Vidhi Ravan Vadh Tu Kinha
Sur Narmuni Sabkahu Sukh Dinha
Ko Samarath Tav Yash Gun Gaana
Nigam Anadi Anant Bakhana
Vishnu Rudra Aajas Kahina Mari
Jinki Ho Tum Rakshakari
Rakt Dantika Aur Shatakshi
Naam Apar Hai Danav Bhakshi
Durgam Kaaj Dhara Kar Kinha
Durga Naam Sakal Jag Linha
Durg Aadi Harni Tu Mata
Kripa Karahu Jab Jab Sukhdata
Nrip Kopit Jo Maaran Chahei
Kaanan Mein Ghere Mrig Nahei
Sagar Madhya Pot Ke Bhanje
Ati Toofaan Nahi Kou Sange
Bhoot Pret Badha Ya Dukh Mein
Ho Daridra Athava Sankat Mein
Naam Jape Mangal Sab Hoi
Sanshay Isme Karai Na Koi
Putrahin Jo Aatur Bhai
Sabei Chhandi Pooje Ehi Mai
Karai Path Nij Yeh Chalisa
Hoye Putra Sundar Gun Isha
Dhupadik Naivaidya Chadhavei
Sankat Rahit Avashy Ho Jaavei
Bhakti Maatu Ki Karei Hamesha
Nikat Na Aavei Tahi Kalesha
Bandi Path Kare Shat Baara
Bandi Paash Door Ho Saara
Ramsagar Badhi Setu Bhawani
Kije Krupa Das Nij Jani
Mata Surya Kaanti Tav
Andhakar Mam Roop
Dooban Se Raksha Karahu
Paru Na Mein Bhav Koop
Bal Buddhi Vidya Dehu Mohi
Sunahu Saraswati Maatu
Ram Sagar Adham Ko
Aashray Tu Hi Dedatu