मेरा आपकी कृपा से कृष्णा भजन Mera Aapki Kripa Se Krishna Hindi Bhajan Lyrics


मेरा आपकी कृपा से कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स

Mera Aapki Kripa Se Krishna Hindi Bhajan lyrics



Download Mera Aapki Kripa Se Krishna Hindi Bhajan lyrics :MP3 | MP4 | M4R iPhone | Download For Android Phone | Download For Apple Phone | Download For Audio File | Download For Video File

Mera Aapki Kripa Se Krishna Hindi Bhajan lyrics -HD Video Download

Mera Aapki Kripa Se Krishna Hindi Bhajan lyrics



Mera aapki daya se sab kaam ho raha hai
Karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai

Patvaar ke bina hi meri naav chal rahi hai
Bin maange hai kanhaiya har chiz mil rahi hai
Ab kya bataaun mohan aaram ho raha hai

Karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki daya se sab kaam ho raha hai

Meri zindagi mein tum ho kis baat ki kami hai
Mujhe aur ab kisi ki parvaah bhi nahin hai
Teri badalton se sab kaam ho raha hai

Karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki daya se sab kaam ho raha hai

Duniya mein honge laakhon tere jaisa kon hoga
Kanhaiya o mere pyare haaye
Duniya mein honge laakhon tere jaisa kon hoga
Tujh jaisa banda parwar bhala aisa kaun hoga
Agar thama hai tera daaman aaram ho raha hai

Mera Aapki Kripa Se Krishna Hindi Bhajan lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Mera Aapki Kripa Se Krishna Hindi Bhajan lyrics Download


Mera Aapki Kripa Se Krishna Hindi Bhajan lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *