भोले की जय जय शिव हिंदी भजन लिरिक्स – Hindi Bhajan Lyrics


भोले की जय जय शिव हिंदी भजन लिरिक्स

Bhole Ki Jay Jay Shiv Hindi Bhajan LyricsBhole Ki Jay Jay Shiv Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download

Bhole Ki Jay Jay Shiv Hindi Bhajan LyricsSong Titteri Oonki Hai Shaan Meri Bigdi Tu Jaan,
Toh Hi Hai Is Jag Ka Vidhaata,
Sun Meri Ye Baat Baba O Bholenath ,
Tu Hi Pita Or Tun Hi Meri Mata ….

O Bholenath O Shambhunath ,
Mere Sar Pe Tera Haath Jese Gaura Tere Saath,
Bhole Ki Jay Jay Shiv Ji Ki Jay Jay ,
Parvti Pti Shiv Ji Ki Jay Jay…

Himalayas Ki Vadiyon Me Dara Tera Dara Tera ,
Tu He Mere Baba Main Hun Balak Tera ,
are Tu Hai Mere Baba Main Hun Baalk Tera ,
Tere Dmru Ki Jay Jay Trishul Ki Jay Jay,
Tere Unche Unche Kailasho Ki Jay Jay,
Bhole Ki Jay Jay Shiv Ji Ki Jay Jay,
Parvti Pti Shiv Ji Ki Jay Jay.

Japte Hun Tera Naam On Bhole Subh Shaam,
Or Japun Mala Teri O Baba Teri,
Tune Dubti Naiyaa Paar Lgaa Di Meri Tune Meri,
Tere Chanda Ki Jay Jay Suraj Ki Jay Jay,
Tere Kaale Kaale Sarpo Ki Jay Jay,
Bhole Ki Jay Jay Shiv Ji Ki Jay Jay,
Parvti Pati Shiv Ji Ki Jay Jay….

Bhole Ki Jay Jay Shiv Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Bhole Ki Jay Jay Shiv Hindi Bhajan Lyrics Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *