एकदन्त भगवान गणेश हिंदी भजन लिरिक्स – Hindi Bhajan Lyrics

एकदन्त भगवान गणेश हिंदी भजन लिरिक्स

Ekdant Bhagwan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics

Ekdant Bhagwan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download

Ekdant Bhagwan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics

Ekdant Bhagwan Tumhari Mahima Aparampaar

Tere Charnon Mein Isiliye Toh Jhuka Hua Sansaar
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj

Nishtha Deep Jalaakar Jisane Kiya Tumhara Chintan

Tune Usko De Diye Data Sukh Ke Lakhon Saadhan
Jeevan Ke Kisi Path Pe Usne
Jeevan Ke Kisi Path Pe Usne Kabhi Na Maani Haar
Tere Charnon Mein Isiliye Toh Jhuka Hua Sansaar
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj

Kisi Sawaali Ki Tere Dwaare Aasha Kabhi Na Toote

Mahadayaalu Anugrah Tera Bhakton Se Na Roothe
Phase Hue Bhav Nadi Mein Bede
Phase Hue Bhav Nadi Mein Bede Tune Lagaaye Paar
Tere Charnon Mein Isiliye Toh Jhuka Hua Sansaar
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj

Siddhi Swami Ashtavinayak Nirbal Ko Bal Dena

Rom Rom Jo Karde Sheetal Karuna Ka Jal Dena
Shubh Archan Nirdosh Lagan Ka
Shubh Archan Nirdosh Lagan Ka Mannon Mein Ho Sanchaar
Tere Charnon Mein Isiliye Toh Jhuka Hua Sansaar
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj
Jai Ho Shiv Nandan Ganraj Jai Ho Ganapati Ji Maharaj

Ekdant Bhagwan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Ekdant Bhagwan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *