हुआ हुआ जन्म कान्हा का कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स – Hindi Bhajan Lyrics


हुआ हुआ जन्म कान्हा का कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स

Hua Hua Janam Kanha Ka Krishna Hindi Bhajan Lyrics




Download Hua Hua Janam Kanha Ka Krishna Hindi Bhajan Lyrics :MP3 | MP4 | M4R iPhone | Download For Android Phone | Download For Apple Phone | Download For Audio File | Download For Video File

Hua Hua Janam Kanha Ka Krishna Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download

Hua Hua Janam Kanha Ka Krishna Hindi Bhajan Lyrics



Jai Kanhaiya Jai Kanhaiya Lal
Jai Kanhaiya Jai Kanhaiya Lal

Huya Huya Janam Hua Kanha Ka
Beeti Saari Dukh Ki Ghadiya
Tooti Bediya Hath Kadiya
TOoti Lohe Ki Sab Kadiya
Toote Taale Tooti Kadiya
Khul Gaye Khola Deewar
Huya Huya Janam Hua Kanha Ka

#Singer: Lakhbir Singh Lakkha

Mathura Ka Raja Kans Paapi Bada
Behan Behanoyi Ke Peechha Pada
Jai Mein Dala Kiya Pahra Bada
Har Ek Kadam Pe Sipahi Khada
Gaye Gaye So Gaye
So Gaye Sab Pahre Daar
Huya Huya Janam Hua Kanha Ka

Jab Pragate Kanhaiyi
So Gaye Sab Vo Sipahi
Mata Devki Harshayi
Sab Kar Rahe Jai Jaikar
Huya Huya Janam Hua Kanha Ka

Shyam Ko Leke
Vasudevji Chale

Gokul Mein Aaye
Dekha Sab So Rahe

Soyi Maa Yashoda
Diya Shyam Ko Lita

Jaagi Maa Ko Dekha
Naseeba Jage

Gaye Khul Gaye Khul Gaye
Meri Kismat Ke Bhaag
Janam Hua Kanha Ka

Huya Huya Janam
Hua Kanha Ka

Maiya Bhag Ko Sahare
nand Baba Ko Bataye
Sunli Meri Vidhata
Sun Ke Nand Baba Muskaye
Baja Fir Sone Ke Taar
Janam Hua Kanha Ka

Huya Huya Janam
Hua Kanha Ka

Jai Kanhaiya Jai Kanhaiya Lal
Jai Kanhaiya Jai Kanhaiya Lal

Mathura Mein Janme
Baaje Gokul Mein Baje
Aaye Sab Devi Dev Saj Dhaj Ke

Vo Sang Brajwasiyo Ke
Lutate Hai Maje

Dete Hai Badhayi
Yug Yug Jeeve Sanware

GayeKhul Gaye Khul
Nand Baba Ke Bhandar
Janam Hua Kanha Ka

Baate Sona Chandi
Heere Moti Aur Ratan
Nand Hoke Magan
Kar Bihari Ke Bhajan
Lakkha Jhoom Utha Sansaar
Janam Hua Kanha Ka

Huya Huya Janam
Hua Kanha Ka

Hua Hua Janam Kanha Ka Krishna Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Hua Hua Janam Kanha Ka Krishna Hindi Bhajan Lyrics Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *