जग का सताया माँ तेरी शरण में आया दुर्गा भजन Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Hindi Bhajan Lyrics


जग का सताया माँ तेरी शरण में आया दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स

Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics



Download Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics :MP3 | MP4 | M4R iPhone | Download For Android Phone | Download For Apple Phone | Download For Audio File | Download For Video File

Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download

Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics



Is Asaar Sansar Se,
Hokar Ke Bechain,
Aaya Teri Sharan Bhawani,
Sharan Padun Din Rain,
Sankat Harani Mangal Karani,
Vo Bhay Harani Maat,
Karuna Kar Karunami Maan,
Mere Sar Par Rakh Do Haath

Jag Ka Sataaya Teri Sharan Mein Aaya,
Mere Kasht Mita Do Maiya,
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya
Tu Jag Mata Jan Sukh Daata,
Sinh Vaahini Maiya
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya

Dinan Ke Duhkh Har Lo Bhawani,
Nahin Dekhyo Tum Sam Koi Dani
Sab Ki Mansha Puri Karo Mata,
Mahima Amit Jagat Vikhyaata
Tu Hi Vaishnavi Tu Hi Rudraani,
Tu Hi Shaarada Maiya
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya

Rama Radhika Shyama Kaali Tu Hi,
Maat Santaan Pratipali,
Uma Madhavi Chandi Wala,
Beg Mohi Par Hovu Dayala
Durga Durg Vinashini Mata ,
Paar Laga Do Naiya
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya

Vajr Dhaarini Shok Naashini,
Aayu Rakshni Vindhy Vaasini
Jaaya Aur Vijaya Betaali,
Maan Tu Sankata Aru Vikali
Naam Anant Tumhara Bhawani,
Daya Karo Meri Maiya
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya

Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics Download


Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *