जय हनुमान भजन Jai Hanuman Hindi Bhajan Lyrics


जय हनुमान हिंदी भजन लिरिक्स

Jai Hanuman Hindi Bhajan Lyrics


Jai Hanuman Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download

Jai Hanuman Hindi Bhajan Lyrics



Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman

Bhakt na hanumat koi
Tujhsa hai dekha
Teri na koi tulna
Shish nawaye
Shree ram ke charno mein
Jiska hai koi mool na

Siya ram ki ke kaaj saware
Shree lakshman ji ki ke pran ubaare
Jo lanka ko ek shan mein jalaye
Wo hai mere hanuman

Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman

Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman

Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Kesari nandan hai dukh bhanjan
Tore bina na mora koi sahara
Naiya hai bajarangi mori haath tumhare
Dikhlaao mohe ik paar kinaara

Asur dal ko maar girave
Seene mein siya ram dikhave
Maata anjani ke hai ye laal

Jo nigal suraj ko jaave
Panch mukhi avatar dikhave
Haath mein parvat ko le aave
Wo hai mere hanuman

Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman

Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman

Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Sukshma roop dhare
Har mushkil ko hal kare
Main kasht mein hota hoon
Tu kasht sanhar kare

Jab bhi duniya thukarave
Tuhi swikar kare
Dev balihaari shankar avatari
Mujh par rakhna ehsaan

Siya ram ki ke kaaj saware
Shree lakshman ji ki ke pran ubaare
Jo lanka ko ek shan mein jalaye
Wo hai mere hanuman

Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman

Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman
Jai hanuman

Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Jai Hanuman Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Jai Hanuman Hindi Bhajan Lyrics Download


Jai Hanuman Hindi Bhajan Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *