मुझे आंबे माँ रानी दीदार हो गया दुर्गा भजन Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya Durga Hindi Bhajan Lyrics


मुझे आंबे माँ रानी दीदार हो गया दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स

Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya Durga Hindi Bhajan Lyrics



Download Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya Durga Hindi Bhajan Lyrics :MP3 | MP4 | M4R iPhone | Download For Android Phone | Download For Apple Phone | Download For Audio File | Download For Video File

Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya Durga Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download

Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya Durga Hindi Bhajan Lyrics



Mere Bachpan Ka Sapna Sakar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Main To Nirdhan Tha Aab Sahukaar Ho Gaya
Mujhko Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Mere Bachpan Ka Sapna Sakar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Maa Ke Bhakto Se Suna Tha Yaha
Maa Ke Charno Mein Jhukta Hai Sara Jahan

Dekh Bhakti Ka Bhav Aapar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Mere Bachpan Ka Sapna Sakar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Meri Aawaz Maa Tak Pahuch Jayegi
Mehar Maiya Ki Mujhpe Ho Jayegi

Ab Nivedan Mera Sweekar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Mere Bachpan Ka Sapna Sakar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Thokare Padi Pairo Mein Chhale Pade
Dardo Gam Kitna Dil Mein Sambhale Pade

Uska Darbar Khushiyo Ka Saar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Mere Bachpan Ka Sapna Sakar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Maa Ki Mahima Ka Kya Kya Bakhan Main Karu
Dil Mein Hasrat Yahi Maa Ke Dhaam Maru

Maa Ne Karke Mehar Ahsaan Kar Diya
Apne Aachal Ka Saya Jo Mujhpe Kiya

Mera Teerath To Maiyaji Ka Dwar Ho Gaya
Mujhko Ambe Maharani Ka Deedar Ho Gaya

Uske Charno Mein Jeevan Gujar Jayega
Mera Parlok Bhi Bas Sanwar Jayega

Majhdhaar Se Nikale Main To Paar Ho Gaya
Mujhe Ambe Maharani Ka Deedar Ho Gaya

Mujhpe Maiya Ka Ye Upkar Ho Gaya
Mujhko Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya

Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya Durga Hindi Bhajan Lyrics -HD Video

For Free Download Click Here Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya Durga Hindi Bhajan Lyrics Download


Mujhe Ambe Maa Rani Dedar Ho Gaya Durga Hindi Bhajan Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *